सय्यिद ने कर्बला में वादे निभा दिए हैं || Sayyid Ne Karbala Mein Wade Nibha Diye Hain
Sayyid Ne Karbala Mein Wade Nibha Diye Hain Lyrics
सय्यिद ने कर्बला में वा’दे निभा दिए हैं
दीन-ए-मुहम्मदी के गुलशन खिला दिए हैं
सय्यिद ने कर्बला में वा’दे निभा दिए हैं
बोले हुसैन, मौला ! तेरी रिज़ा की ख़ातिर
एक एक कर के मैंने हीरे लूटा दिए हैं
सय्यिद ने कर्बला में वा’दे निभा दिए हैं
दीन-ए-नबी पे वारी अकबर ने भी जवानी
‘अब्बास ने भी अपने बाज़ू कटा दिए हैं
सय्यिद ने कर्बला में वा’दे निभा दिए हैं
ज़ैनब के बाग़ में भी दो फूल थे महकते
ज़ैनब ने वो भी दोनों राह-ए-ख़ुदा दिए हैं
सय्यिद ने कर्बला में वा’दे निभा दिए हैं
ज़हरा के नाज़-पाले, फूलों पे सोने वाले
कर्बल की ख़ाक पर वो हीरे लुटा दिए हैं
सय्यिद ने कर्बला में वा’दे निभा दिए हैं
सरकार होंगे राज़ी उस से भी सुन लो, हाफ़िज़ !
दो-चार आँसू रो कर जिस ने बहा दिए हैं
सय्यिद ने कर्बला में वा’दे निभा दिए हैं
Sayyid ne Karbala mein waade nibha diye hain
Deen-e-Muhammadi ke gulshan khila diye hain
Sayyid ne Karbala mein waade nibha diye hain
Bole Hussain, Maula ! Teri raza ki khaatir
Ek ek kar ke maine heere luta diye hain
Sayyid ne Karbala mein waade nibha diye hain
Deen-e-Nabi pe waari Akbar ne bhi jawani
Abbas ne bhi apne baazu kata diye hain
Sayyid ne Karbala mein waade nibha diye hain
Zainab ke baagh mein bhi do phool the mehakte
Zainab ne wo bhi donon Raah-e-Khuda diye hain
Sayyid ne Karbala mein waade nibha diye hain
Zahra ke naaz-paale, phoolon pe sone wale
Karbal ki khaak par wo heere luta diye hain
Sayyid ne Karbala mein waade nibha diye hain
Sarkar honge raazi us se bhi sun lo, Hafiz !
Do-chaar aansoo ro kar jis ne baha diye hain
Sayyid ne Karbala mein waade nibha diye hain
हाफ़िज़ एहसान क़ादरी
असद रज़ा अत्तारी
क़ारी शाहिद महमूद क़ादरी