नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का || Nabiyo Me Sabse Afzal Rutba Mere Nabi Ka
Nabiyo Me Sabse Afzal Rutba Mere Nabi Ka Lyrics
नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
क़ुर’आन है मुकम्मल चेहरा मेरे नबी का
उतरा नहीं ज़मीन पर साया मेरे नबी का
अल्लाह का है जलवा, जलवा मेरे नबी का
नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
अल्लाह की क़सम वो तक़दीर के धनी हैं
जो लोग देख आए रोज़ा मेरे नबी का
नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
सरकारे दो जहाँ का ये ख़ास मौजज़ा हैं
कंकर भी पढ़ रहे हैं कलमा मेरे नबी का
नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
हो जाएँ लाख पैदा इस्लाम के मुख़ालिफ़
चलता रहेगा यूँ ही सिक्का मेरे नबी का
नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
कमी करो न सलात-ओ-सलाम में
वो ख़ूबियाँ हैं सरवर-ए-’आलम की ज़ात में
क़ुर’आन उतरा प्यारे नबी की सिफ़ात में
हक़ ने न बनाया आप-सा जब क़ाइनात में
सारी ख़ुदाई दे दी मुहम्मद के हाथ में
नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
मुहम्मद मुस्तफ़ा अल्लाह का फ़रमान लाए हैं
गुनहगारों की बख़्शिश के लिए क़ुर’आन लाए हैं
नबियों में सबसे अफ़ज़ल रुतबा मेरे नबी का
Nabiyon mein sabse afzal rutba mere Nabi ka
Qur’an hai mukammal chehra mere Nabi ka
Utra nahin zameen par saaya mere Nabi ka
Allah ka hai jalwa, jalwa mere Nabi ka
Nabiyon mein sabse afzal rutba mere Nabi ka
Allah ki qasam wo taqdeer ke dhani hain
Jo log dekh aaye Rauza mere Nabi ka
Nabiyon mein sabse afzal rutba mere Nabi ka
Sarkare Do Jahaan ka ye khaas mojza hain
Kankar bhi padh rahe hain Kalma mere Nabi ka
Nabiyon mein sabse afzal rutba mere Nabi ka
Ho jayein laakh paida Islam ke mukhalif
Chalta rahega yun hi sikka mere Nabi ka
Nabiyon mein sabse afzal rutba mere Nabi ka
Kami karo na Salat-o-Salaam mein
Wo khoobiyaan hain Sarwar-e-Aalam ki zaat mein
Qur’an utra pyaare Nabi ki sifaat mein
Haq ne na banaya aap-sa jab kaaynaat mein
Saari Khudai de di Muhammad ke haath mein
Nabiyon mein sabse afzal rutba mere Nabi ka
Muhammad Mustafa Allah ka farmaan laaye hain
Gunahgaron ki bakhshish ke liye Qur’an laaye hain
Nabiyon mein sabse afzal rutba mere Nabi ka