न पूछिये मक़ाम कुछ मेरे नबी की ज़ात का || Na Puchiye Maqam Kuch Mere Nabi Ki Zaat Ka
Na Puchiye Maqam Kuch Mere Nabi Ki Zaat Ka Lyrics
न पूछिये मक़ाम कुछ मेरे नबी की ज़ात का
कलाम-ए-रब का हर्फ़-हर्फ़ सिलसिला हैं ना’त का
नमूदे शान-ए-मुस्तफ़ा बरोज़-ए-हश्र देखना
बग़ैर उन के कोई रास्ता नहीं निजात का
बशारतों का सिलसिला है रोज़े हश्र पेश-ए-रब
गुनहगार मुंतज़िर हैं उन के इल्तिफ़ात का
हमें ‘अता किया गया वजूद कायनात में
नबी के वास्ते हुआ वजूद कायनात का
वो रहमत-ए-जहाँ हैं, वो राज़ेकुन फ़कां है
यही तो फ़लसफ़ा हैं, उन की दोस्तों हयात का
चलो नबी के शहर में बनाओ अपनी ज़िंदगी
जहाँ पे हो रहा है फ़ैसला मुक़द्दरात का
वो नूर नूर आदमी हिरा की ख़लवतों में था
उसी को दे दिया गया निज़ाम कायनात का
मुझे निशात से फ़ज़ू जहाँ की ज़ुल्मतें हैं नूर
लहद में तेरी नूर नूर हो तजल्लियात का
Na poochhiye maqaam kuch mere Nabi ki zaat ka
Kalaam-e-Rab ka harf-harf silsila hain Na’at ka
Namood-e-Shaan-e-Mustafa baroz-e-Hashr dekhna
Baghair un ke koi raasta nahin nijaat ka
Bashaaraton ka silsila hai Roz-e-Hashr Pesh-e-Rab
Gunahgaar muntazir hain un ke iltifaat ka
Hame ‘Ata kiya gaya wujood-e-Kaynat mein
Nabi ke waaste hua wujood-e-Kaynat ka
Wo Rahmat-e-Jahaan hain, wo Raazekun Fakaan hain
Yahi to falsafa hain, un ki dosto hayaat ka
Chalo Nabi ke shahar mein banao apni zindagi
Jahaan pe ho raha hai faisla muqaddaraat ka
Wo Noor Noor aadmi Hira ki khalwaton mein tha
Usi ko de diya gaya nizaam-e-Kaynat ka
Mujhe Nishat se fuzoo jahaan ki zulmatein hain Noor
Lahad mein teri Noor Noor ho tajalliyaat ka
सैयद मुहम्मद नूरानी अशरफ़ अल-जिलानी