दिल में इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन || Dil Mein Ishq-e-Nabi Ki Ho Aisi Lagan
Dil Mein Ishq-e-Nabi Ki Ho Aisi Lagan Lyrics
दिल में ‘इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे, दिल मचलता रहे
ज़िंदगी का मज़ा है कि हर साँस से
या मुहम्मद मुहम्मद निकलता रहे
दिल में ‘इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे, दिल मचलता रहे
या मुहम्मद मुहम्मद मैं कहता रहा
नूर के मोतियों की लड़ी बन गई
आयतों से मिलाता रहा आयतें
फिर जो देखा तो ना’त-ए-नबी बन गई
दिल में ‘इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे, दिल मचलता रहे
जो भी आँसू बहे मेरे महबूब के
सब के सब अब्र-ए-रहमत के छींटे बने
छा गई रात जब ज़ुल्फ़ लहरा गई
जब तबस्सुम किया चाँदनी बन गई
दिल में ‘इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे, दिल मचलता रहे
ये तो माना कि जन्नत हैं बाग़-ए-हसीं
ख़ूबसूरत है सब ख़ुल्द की सर-ज़मीं
हुस्न-ए-जन्नत को फिर जब समेटा गया
सरवर-ए-अंबिया की गली बन गई
दिल में ‘इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे, दिल मचलता रहे
जब छिड़ा तज़्किरा उन के रुख़्सार का
वद्दुहा पढ़ लिया, वल-क़मर कह दिया
आयतों की तिलावत भी होती रही
ना’त भी हो गई, बात भी बन गई
दिल में ‘इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे, दिल मचलता रहे
सब से साइम ज़माने में मा’ज़ूर था
सब से बेकस था, बेबस था, मजबूर था
उन को रहम आ गया मेरे हालात पर
मेरी ‘अज़मत मेरी बेबसी बन गई
दिल में ‘इश्क़-ए-नबी की हो ऐसी लगन
रूह तड़पती रहे, दिल मचलता रहे
Dil mein Ishq-e-Nabi ki ho aisi lagan
Rooh tadapti rahe, dil machalta rahe
Zindagi ka maza hai ki har saans se
Ya Muhammad Muhammad nikalta rahe
Dil mein Ishq-e-Nabi ki ho aisi lagan
Rooh tadapti rahe, dil machalta rahe
Ya Muhammad Muhammad main kehta raha
Noor ke motiyon ki ladi ban gayi
Aayaton se milaata raha aayatein
Phir jo dekha to Naat-e-Nabi ban gayi
Dil mein Ishq-e-Nabi ki ho aisi lagan
Rooh tadapti rahe, dil machalta rahe
Jo bhi aansoo bahe mere Mehboob ke
Sab ke sab Abr-e-Rehmat ke chhinte bane
Chha gayi raat jab zulf lehra gayi
Jab tabassum kiya chandni ban gayi
Dil mein Ishq-e-Nabi ki ho aisi lagan
Rooh tadapti rahe, dil machalta rahe
Ye to maana ki Jannat hain Baagh-e-Haseen
Khoobsurat hai sab Khuld ki sar-zameen
Husn-e-Jannat ko phir jab sameta gaya
Sarwar-e-Ambiya ki gali ban gayi
Dil mein Ishq-e-Nabi ki ho aisi lagan
Rooh tadapti rahe, dil machalta rahe
Jab chhida tazkira un ke rukhsar ka
Wad-Duha padh liya, Wal-Qamar keh diya
Aayaton ki tilawat bhi hoti rahi
Naat bhi ho gayi, baat bhi ban gayi
Dil mein Ishq-e-Nabi ki ho aisi lagan
Rooh tadapti rahe, dil machalta rahe
Sab se Saim zamane mein maazoor tha
Sab se bekas tha, bebas tha, majboor tha
Un ko reham aa gaya mere haalat par
Meri azmat meri bebasi ban gayi
Dil mein Ishq-e-Nabi ki ho aisi lagan
Rooh tadapti rahe, dil machalta rahe
अल्लामा साइम चिश्ती
मिलाद रज़ा क़ादरी
ग़ुलाम मुस्तफ़ा क़ादरी
सैयद हसन उल्लाह हुसैनी