बड़ा महबूब घराना अली हैदर का घराना || Bada Mehboob Gharana Ali Haider Ka Gharana
Bada Mehboob Gharana Ali Haider Ka Gharana Lyrics
मेरा ‘इश्क़ ‘अली, मेरी जान ‘अली
मेरा ‘इश्क़ ‘अली, मेरी जान ‘अली
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
ग़ुलाम इन का हैं ज़माना, ‘अली हैदर का घराना
मन-कुंतु मौला ! ‘अली ‘अली !
आक़ा ने बोला ! ‘अली ‘अली !
मैं जिस का मौला ! ‘अली ‘अली !
है उस का मौला ! ‘अली ‘अली !
ज़हरा का शौहर ! ‘अली ‘अली !
हसनैन का बाबा ! ‘अली ‘अली !
हम सब ने पुकारा ! ‘अली ‘अली मौला !
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
किया हर काम उसी की रिज़ा में राज़ी रह कर
ख़ुदा के दीन की ख़ातिर हज़ारों सदमे सह कर
करे हर-दम शुक्राना, ‘अली हैदर का घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
कदी मिम्बर ते खड़ के, कदी मैदाँ ते लड़ के
कदी नेज़े ते चढ़ के, कदी ख़ुत्बे पढ़ पढ़ के
सिखावे दीन बचाणा, ‘अली हैदर दा घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
पुकारा जब मुश्किल में, इन्हों ने की लजपाली
सभी मँगतों की पल भर में भरी है झोली ख़ाली
झुका जिस दर पे ज़माना, ‘अली हैदर का घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
ओहदा हजवेरी गदागर, ते ग़ौस-ओ-ख़्वाजा नौकर
देवे ‘अत्तार सलामी, ते सग शाहबाज़ क़लंदर
है बण्या सब दा ठिकाना, ‘अली हैदर दा घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
क़ियादत हो कि इमामत, विलायत हो कि तहारत
शराफ़त हो कि सदाक़त, सख़ावत हो कि शुजा’अत
हर इक ‘अज़मत का ठिकाना, ‘अली हैदर का घराना
बड़ा महबूब घराना, ‘अली हैदर का घराना
Mera ‘Ishq ‘Ali, Meri Jaan ‘Ali
Mera ‘Ishq ‘Ali, Meri Jaan ‘Ali
Bada mehboob gharana, ‘Ali Haidar ka gharana
Ghulam in ka hain zamana, ‘Ali Haidar ka gharana
Man-Kuntu Maula ! ‘Ali ‘Ali !
Aaqa ne bola ! ‘Ali ‘Ali !
Main jis ka Maula ! ‘Ali ‘Ali !
Hai us ka Maula ! ‘Ali ‘Ali !
Zahra ka Shohar ! ‘Ali ‘Ali !
Hasnain ka Baba ! ‘Ali ‘Ali !
Hum sab ne pukara ! ‘Ali ‘Ali Maula !
Bada mehboob gharana, ‘Ali Haidar ka gharana
Kiya har kaam usi ki raza mein raazi rah kar
Khuda ke Deen ki khaatir hazaaron sadme sah kar
Kare har-dam shukrana, ‘Ali Haidar ka gharana
Bada mehboob gharana, ‘Ali Haidar ka gharana
Kadi mimbar te khad ke, kadi maidaan te lad ke
Kadi neze te chadh ke, kadi khutbe padh padh ke
Sikhaave Deen bachaana, ‘Ali Haidar da gharana
Bada mehboob gharana, ‘Ali Haidar ka gharana
Pukaara jab mushkil mein, inhon ne ki lajpaali
Sabhi mangton ki pal bhar mein bhari hai jholi khaali
Jhuka jis dar pe zamana, ‘Ali Haidar ka gharana
Bada mehboob gharana, ‘Ali Haidar ka gharana
Ohda Hajveri gadagar, te Ghaus-o-Khwaja naukar
Deve ‘Attar salaami, te Sag Shahbaz Qalandar
Hai banya sab da thikaana, ‘Ali Haidar da gharana
Bada mehboob gharana, ‘Ali Haidar ka gharana
Qiyaadat ho ki Imaamat, Wilayat ho ki Tahaarat
Sharaafat ho ki Sadaaqat, Sakhaawat ho ki Shuja’at
Har ik Azmat ka thikaana, ‘Ali Haidar ka gharana
Bada mehboob gharana, ‘Ali Haidar ka gharana
हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
साहिल रज़ा क़ादरी
अल्लामा हाफ़िज़ बिलाल क़ादरी
हाफ़िज़ साबिर क़ादरी