सरकार का दरबार नहीं देख रहे क्या || Sarkar Ka Darbar Nahi Dekh Rahe Kya
Sarkar Ka Darbar Nahi Dekh Rahe Kya Lyrics
सरकार का दरबार नहीं देख रहे क्या ?
दरबार में दो यार नहीं देख रहे क्या ?
तुम दुनिया के मे’यार तो सब देख रहे हो
अल्लाह का मे’यार नहीं देख रहे क्या ?
कहते हो कि क़ुर’आन में बू-बक्र कहाँ हैं ?
तुम आयत-ए-फ़िल-ग़ार नहीं देख रहे क्या ?
दूल्हा बने आए हैं अबू-बक्र के घर में
कौनैन के सरदार नहीं देख रहे क्या ?
सिद्दीक़ इमामत पे हैं और मुक़्तदियों में
तुम हैदर-ए-कर्रार नहीं देख रहे क्या ?
हर घर नहीं अल्लाह का घर होता, मेरे दोस्त !
तुम मस्जिद-ए-ज़र्रार नहीं देख रहे क्या ?
तहसीन ! अभी हक़ के तरफ़-दार बहुत हैं
ये मजमा’-ए-बेदार नहीं देख रहे क्या ?
Sarkar ka Darbar nahin dekh rahe kya ?
Darbar mein do Yaar nahin dekh rahe kya ?
Tum duniya ke me’yaar to sab dekh rahe ho
Allah ka me’yaar nahin dekh rahe kya ?
Kehte ho ki Qur’an mein Abu Bakr kahaan hain ?
Tum Aayat-e-Fil-Gaar nahin dekh rahe kya ?
Dulha bane aaye hain Abu Bakr ke ghar mein
Kaunain ke Sardar nahin dekh rahe kya ?
Siddiq Imaamat pe hain aur Muqtadiyon mein
Tum Haidar-e-Karrar nahin dekh rahe kya ?
Har ghar nahin Allah ka ghar hota, mere dost !
Tum Masjid-e-Ziraar nahin dekh rahe kya ?
Tahseen ! Abhi Haq ke taraf-daar bahut hain
Ye Majma-e-Bedaar nahin dekh rahe kya ?
यूनुस तहसीन
वक़ार उमर दंगराज
हाफ़िज़ ताहिर क़ादरी
हाफ़िज़ अकरम रज़ा मुजीबी