मदीने के आक़ा मदीने के सरवर | दुरूद आप पर हो सलाम आप पर हो || Madine Ke Aaqa Madine Ke Sarwar | Durood Aap Par Ho Salam Aap Par Ho
Madine Ke Aaqa Madine Ke Sarwar | Durood Aap Par Ho Salam Aap Par Ho Lyrics
मदीने के आक़ा, मदीने के सरवर !
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो
‘अरब के मकीनों को इंसाँ बनाया
सबक़ आदमिय्यत का उन को सिखाया
दिया दर्स-ए-तौहीद क़िस्मत जगा कर
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो
मदीने के आक़ा, मदीने के सरवर !
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो
इस उम्मत की ख़ातिर एक दिन न सोए
इस उम्मत की ख़ातिर शब-ओ-रोज़ रोए
इस उम्मत पे, आक़ा ! करम है तुम्हारा
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो
मदीने के आक़ा, मदीने के सरवर !
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो
जफ़ाओं के बदले वफ़ाएँ तुम्हारी
सितमगर के हक़ में दु’आएँ तुम्हारी
‘अजब सब्र का ‘आलम अल्लाहु अकबर
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो
मदीने के आक़ा, मदीने के सरवर !
दुरूद आप पर हो, सलाम आप पर हो
Madine ke Aaqa, Madine ke Sarwar !
Durood aap par ho, Salam aap par ho
Arab ke makeenon ko insaan banaya
Sabaq aadamiyat ka un ko sikhaya
Diya Dars-e-Tauheed qismat jaga kar
Durood aap par ho, Salam aap par ho
Madine ke Aaqa, Madine ke Sarwar !
Durood aap par ho, Salam aap par ho
Is ummat ki khaatir ek din na soye
Is ummat ki khaatir shab-o-roz roye
Is ummat pe, Aaqa ! Karam hai tumhaara
Durood aap par ho, Salam aap par ho
Madine ke Aaqa, Madine ke Sarwar !
Durood aap par ho, Salam aap par ho
Jafaon ke badle wafaayein tumhaari
Sitamgar ke haq mein duayein tumhaari
Ajab sabr ka Aalam Allahu Akbar
Durood aap par ho, Salam aap par ho
Madine ke Aaqa, Madine ke Sarwar !
Durood aap par ho, Salam aap par ho