याद में आक़ा की आँसू बह गए | सब मदीने को गए हम रह गए || Yaad Mein Aaqa Ki Aansu Beh Gaye | Sab Madine Ko Gaye Hum Reh Gaye
Yaad Mein Aaqa Ki Aansu Beh Gaye | Sab Madine Ko Gaye Hum Reh Gaye Lyrics
याद में आक़ा की आँसू बह गए
सब मदीने को गए हम रह गए
याद में आक़ा की आँसू बह गए
हम मदीने जाएँगे अब के बरस
हर बरस ये सोच कर हम रह गए
सब मदीने को गए हम रह गए
याद में आक़ा की आँसू बह गए
हम तेरा आक़ा से कह देंगे सलाम
जाने वाले लोग हम से कह गए
सब मदीने को गए हम रह गए
याद में आक़ा की आँसू बह गए
करते हैं सब पर करम शाह-ए-उमम
आने वाले लोग हम से कह गए
सब मदीने को गए हम रह गए
याद में आक़ा की आँसू बह गए
कैसे हाशिम को भला आए क़रार
क़ाफ़िला बिछड़ा, अकेले रह गए
सब मदीने को गए हम रह गए
याद में आक़ा की आँसू बह गए
Yaad mein Aaqa ki aansoo bah gaye
Sab Madine ko gaye hum reh gaye
Yaad mein Aaqa ki aansoo bah gaye
Hum Madine jaayenge ab ke baras
Har baras ye soch kar hum reh gaye
Sab Madine ko gaye hum reh gaye
Yaad mein Aaqa ki aansoo bah gaye
Hum tera Aaqa se keh denge salaam
Jaane wale log hum se keh gaye
Sab Madine ko gaye hum reh gaye
Yaad mein Aaqa ki aansoo bah gaye
Karte hain sab par karam Shah-e-Umam
Aane wale log hum se keh gaye
Sab Madine ko gaye hum reh gaye
Yaad mein Aaqa ki aansoo bah gaye
Kaise Hashim ko bhala aaye qaraar
Qaafila bichhda, akele reh gaye
Sab Madine ko gaye hum reh gaye
Yaad mein Aaqa ki aansoo bah gaye
हाशिम
संदली अहमद
महमूद अत्तारी
असद रज़ा अत्तारी
हाफ़िज़ ज़ुबैर
हुसैन रज़ा क़ुरैशी