क़ुर्बान ख़ुद को करके मुसल्ला बचा लिया || Qurban Khud Ko Karke Musalla Bacha Liya
Qurban Khud Ko Karke Musalla Bacha Liya Lyrics
क़ुर्बान ख़ुद को कर के मुसल्ला बचा लिया
सर दे दिया हुसैन ने, सज्दा बचा लिया
दीन-ए-नबी बचा लिया इतना ही मत कहें
कहिए ‘अली के लाल ने का’बा बचा लिया
रोज़ा, नमाज़, दीन-ए-मुहम्मद की ‘अज़मतें
तन्हा मेरे हुसैन ने क्या क्या बचा लिया
गिर गिर के शह-सवार ने नहर-ए-फ़ुरात पर
दीन-ए-रसूल-ए-पाक का झंडा बचा लिया
Qurban khud ko kar ke musalla bacha liya
Sar de diya Hussain ne, sajda bacha liya
Deen-e-Nabi bacha liya itna hi mat kahen
Kahiye Ali ke laal ne Ka’aba bacha liya
Roza, Namaz, Deen-e-Muhammad ki azmatein
Tanha mere Hussain ne kya kya bacha liya
Gir gir ke shah-sawaar ne Nahr-e-Furaat par
Deen-e-Rasool-e-Paak ka jhanda bacha liya
राही बस्तवी